Saturday, 25 July 2015

Bahubali international joke in hindi

Obama call to modi from america

Obama: Modiji kaisa chal rha he India me..??

Modi: Accha.

Obama: Par yaha ke halat kuch thik nahi he..😓

Modi: Kyu kya huva..!!😨

Obama: Janta ne bahot babal macha rakha he.😤😤

Modi: Kyu..??😱

Obama: Sab yahi puch rhe he ki
.
.
.
.
.
.
.
Katppa ne Bahubali ko kyu Mara
😡😡😡😡

No comments:

Post a Comment